Why Channel Monetization disapproved ?
Channel ka partner program policy not approved hone ka bahot Sara reason hai or sb channel ka different different reasons ke wajah kr disapproved hua hai.lekin YouTube be sare disapproved channel walo ko same reason ka mail sent kiya hai to aaj hum dekhe he kya kya reason ke wajah kr monetization enable nhi hua ?
Reason – 1) kisi bhi TV ya serial show ka video ko copy kr kr upload ktna, without uske permission ka ya sirf description me credit dene ya copying rule likhne se kch nhi hoga real permission ke baad hi upload kr skte hai.
2) kisi dusre video ka sound ko record kr ke upload krna ya direct uske sound ko copy krna ya music ka thora sa part ka copy krna se monetization approved nhi hoga, kyu ye YouTube partner program kr policy ko violate krta hai.
3) visual and written works me hone wala painting,poster,article or book ka copy kr ke upload krne se bhi monetization enable nhi hoga.
4) kisi bhi computer,mobile ya video game ke part ka video ko copy kr ke uss pr video banana bhi YouTube violation hai, is liye kripya copy nhi kre khud ka content ko show krna ka kosish kre or YouTube creater studio ka music use kre Jo bilkul free hota hai.
Iske baad bhi bahot Sara reason hai jisse aapka channel me monetization enable nhi hoga ya monetization request disapproved ho jai ga.isliye jeada se jeada ye kosish kre ke khud ka content ho or bilkul clear and unique ho jisse aapka ka channel rank or approved bhi hoga.
How to Reapply for monetization ?
Aap apne Channel ko reapply 30 days ke baad hi kr skte hai.yahan kch khaash baad hai isse follow krne ke baad hi monetization ke liye reapply kre wrna apka channel phirse disapproved ho jai ga.
Keep it real
Aise content ko upload nhi kre Jo kisi or ke content se belong krta ho ya uska copy ho, Aur apne views count, like or subscribed ko increase krne ke liye buy (kharide) nhi, agar aap buy krte hai to ye aapko bht bada nukshan dega.
Review the rules
Acche se apne channel ko compare kr le YouTube monetization polices se or phir apne channel ko reapply kre wrna phir se disapproved ho jai ga.
Step to be reapply
Monetization disapproved hone ke 30 din baad aap phirse reapply kr skte hai or Kaise krna hai ye dekh le.
1) Sabse phle aap apne desktop pr YouTube channel ko open kr le
2) Or phir channel section then monetization section me click krna hai wahan pr aapko reapply ka button mile ga us pr click kr ke reapply kr sakte hai.
Friends aap apne channel ko reapply krne se phle pura channel ko review kr le or phir reapply kre wrna aapka channel phirse disapproved go jai ga.